TERE BINAA LYRICS - MUSTAFA ZAHID
SONG: TERE BINAA SINGER: MUSTAFA ZAHID LYRICS & MUSIC: MUSTAFA ZAHID & BILAL SAAD MUSIC LABEL: T-Series Lyrics: Ik khoya khoya chaand tha jo tha khafa khafa Ik toota toota khwaab tha jo tujhse tha juda Ik aadhi aadhi aas thi jo poori ho gayi Tum mill gaye to jaane kyun ye doori ho gayi Piya laage na.. jiya laage na Tere binaa.. Tere bina.. Tere binaa.. Tere bina.. Ho aadhi adhoori iss dastaan mein Kaise koyi rang laaye Kaise koyi muskuraaye Itne ghamon mein do pal khushi ke Kaise bhala yaad aayein Tumko bhula naa paayein Ik pyaasi pyaasi boond mein Jo mann mera jalaa Har lamha lamha teri hi yaadon se tha ye bhara Ik aadhi aadhi aas thi jo poori ho gayi Tum mill gaye to jaane kyun ye doori ho gayi Piya laage na.. jiya laage na Tere bina.. Tere binaa.. Tere bina.. Tere binaa.. Tere bina.. Tere binaa.. Tere bina.. Tere binaa.. TERE BINAA VIDEO - MUSTAFA ZAHID