Zara Sa (Power Ballad) Lyrics - KK
Song Name – Zara Sa Power Ballad Singer – KK Lyrics – Sayeed Quadri Music – Pritam Movie – Jannat Song Label – Sony Music India Zara Sa (Power Ballad) Lyrics Zara si dil mein de jagah tu Zara sa apna le bana Zara sa khwabon mein saja tu Zara sa yaadon mein basa Main chahun tujhko Meri jaan bepanaah Fida hoon tujhpe Meri jaan bepanaah Woho.. Woho.. Woho.. Kyun itna mujhse hai khafa tu? Ki maine aisi kya khata? Kyun itna mujhse hai juda tu? Kya tere dil mein hai bata Main chahun tujhko Meri jaan bepanaah Fida hoon tujhpe Meri jaan bepanaah Woho.. Woho.. Woho.. Woho.. Aab meri manzil kiya maine darmiyan Bas zara sa bacha hai faashla Aise mein daaman chuda ke tu na jaa Bin tere har khushi hai bewajah Main chahun tujhko Meri jaan bepanaah Fida hoon tujhpe Meri jaan bepanaah Woho.. Woho.. Woho.. Woho.. Zara si dil mein de jagah tu Zara sa apna le bana Zara sa khwabon mein saja tu Zara sa yaadon mein basa Zara Sa (Power Ballad) [VIDEO]