Entradas

Mostrando entradas de mayo, 2025

Saanson Ko Lyrics - Arijit Singh

Imagen
Song Name - Saanson Ko Movie - Zid Singer - Arijit Singh Lyrics - Shakeel Azmi Music Composer - Sharib - Toshi Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd. Lyrics Saanson ko jeene ka ishaara mil gaya  Dooba main tujhme toh kinara mil gaya    Saanson ko jeene ka ishara mil gaya  Zindagi ka pata dobara mil gaya   Tu mila toh khuda ka sahara mil gaya  Tu mila toh khuda ka sahara mil gaya   Ghamzada Ghamzada Dil ye tha ghamzada  Bin tere bin tere Dil ye tha ghamzada    Aaraam de tu mujhe  Barson ka hoon main thaka  Palkon pe raatein liye  Tere vaaste main jagaa main jagaa    Aaraam de tu mujhe  Barson ka hoon main thaka  Palkon pe raatein liye  Tere vaaste main jagaa   Mere har dard ki gehrai ko  mehsoos karta hai tu  Teri aankhon se gham tera  mujhe maaloom hone laga   Tu mila toh khuda ka sahara mil gaya  Tu mila toh khuda ka ...

GALLIYAN (UNPLUGGED) LYRICS - SHRADDHA KAPOOR, ANKIT TIWARI

Imagen
Song: GALLIYAN (UNPLUGGED) Singer: SHRADDHA KAPOOR, ANKIT TIWARI Lyrics: MANOJ MUNTASHIR Music: ANKIT TIWARI Music Label: T-Series Lyrics Yaheen duben din mere Yaheen hote hain savere Yaheen maranaa aur jeenaa Yaheen mandir aur madina Teri galiyaan, galiyaan, teri galiyaan Mujko bhaaven, galiyaan, teri galiyaan Teri galiyaan, galiyaan, teri galiyaan Yoon hee tadpaaven, galiyaan, teri galiyaan Too meri neendon me sota hai Too mere ashkon mein rota hai Sargoshi see hai khayaalon mein Too naa ho, phir bhee too hota hai Hai sila too mere dard ka Mere dil kee duaen hain Teri galiyaan, galiyaan, teri galiyaan Mujko bhaaven, galiyaan, teri galiyaan Teri galiyaan, galiyaan, teri galiyaan Yoon hee tadpaaven, galiyaan, teri galiyaan Kaisa hai rishta tera-mera? Becheharaa, phir bhee kithna gahara Ye lamhe, lamhe ye resham se Kho jaaen, kho naa jaaen humse Kaafila vakt ka roak len Ab dil se juda naa hon Teri galiyaan, galiyaan, teri galiyaan Mujko bhaaven, galiyaan, teri galiyaan Teri galiyaan, ga...

Banjaara LYRICS - Hansika Pareek

Imagen
Song: Banjaara Singer: Hansika Pareek Music: Anugrah Mark Lyrics Jise zindagi dhoondh rahi hai  Kya ye woh makaam mera hai  Yahaan chain se bas ruk jaaun  Kyun dil ye mujhe kehta hai  Jazbaat naye se mile hain  Jaane kya asar ye huaa hai  Ik aas mili phir mujhko  Jo qubool kisi ne kiya hai Haan... Kisi shaayar ki ghazal  Jo de rooh ko sukoon ke pal  Koi mujhko yun mila hai  Jaise banjaare ko ghar  Naye mausam ki sehar  Yaa sard mein dopahar  Koi mujhko yun mila hai  Jaise banjare ko ghar  Hmm... Jaise koi kinaara Deta ho sahaara  Mujhe wo mila kisi mod par  Koi raat ka taara Karta ho ujaala Waise hi roshan kare woh shehar Dard mere woh bhula hi gayaa Kuch aisa asar huaa Jeena mujhe phir se woh sikha raha Hmm.. Jaise baarish kar de tar Yaa marham dard par Koi mujhko yun mila hai Jaise banjare ko ghar Naye mausam ki sehar Yaa sard mein dopahar Koi mujhko yun mila hai Jaise banjaare ko ghar Muskaata yeh ch...