Chandni Lyrics - Sachet Tandon & Parampara Tandon
Song - Chandni Music - B Praak Lyrics - Jaani Singer - Sachet Tandon & Parampara Tandon Featuring - Sachet Tandon & Parampara Tandon Chandni Lyrics Yeh Aasmaan Tere Pairon Mein Hai Tu Meri Jaan Mere Khairon Mein Hai Tera Rang Hai Laal Dhalte Sooraj Ka Jaise Itna Khoobsurat Koyi Lagta Hai Kaise Aaja Main Bataun Tujhe Kya Rakha Maine Tera Naam Nasha Rakha Ho Jab Jab Bole Mujhe Lagta Hai Yoon Jaise Koyi Gaaye Raagni Hum Tujhko Sanam Oh Sanam Itna Chahenge Jaise Chaand Ko Chaand Ko Chahe Chandni Hum Tujhko Sanam Oh Sanam Itna Chahenge Jaise Chaand Ko Chaand Ko Chahe Chandni Chahe Paagal Deewana Aawara Hai Tu Par Mera Meri Jaan Sahara Hai Tu Haaye Teri Najar Ki Haaye Maari Hoon Main Aur Mere Hothon Ka Maara Hai Tu Dil Kare Mera Ke Aisa Bann Jaaye Manzar Tujhko Choomna Hai Yaar Samandar Ke Andar Aaja Roz Aaya Kar Seekha Karein Samandar Ke Paani Ko Meetha Karein Tere Hothon Ki Lali Ko Leke Sanam Gaalon Pe Lagaye Chandni Hum Tujhko Sanam Oh Sanam Itna Chahenge Jaise Chaand Ko Chaand K...