Gazab Ka Hai Ye Din - Arijit Singh
Song: Gazab Ka Hai Ye Din
Movie / Album: Sanam Re
Star Cast: Pulkit Samrat, Yami Gautam
Singers: Arijit Singh
Musicians: Amaal Mallik
Lyricists: Manoj Muntashir
Music On: T-Series
Gazab Ka Hai Ye Din Lyrics
Chal pade hain hum aisi raah pe
Befiqar huye ke ab jana kahaan
Lapata huye sare raste
Dhoondhega humein yeh zamana kahan
Yeh sama hai kaisa, muskurane jaisa
Dhimi barishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa, doob jane jaisa
Jaagi khaahishein hain har jagah
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho zara x (2)
Pani hu pani main, aa behne do mujhe
Jaisa hu aisa hi rehne do mujhe
Duniya ki bandisho se
Mera nata hai kahaan
Rukna thehrna mujhko aata hai kahaan
Yeh sama hai kaisa, muskurane jaisa
Dhimi barishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa, doob jane jaisa
Jaagi khaahishein hain har jagah
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho zara x (2)
Comentarios
Publicar un comentario