Sun maahi LYRICS - Armaan Malik

Song: Sun Maahi

Singers: Armaan Malik

Musicians: Amaal Mallik

Lyricists: Kunaal Vermaa


LYRICS

Hai mausmon ki adaaon mein tu

Behta hai bheegi hawaon mein tu

Din bhar chale hai khayalon mein tu

Sun maahi sun maahi


Hai gunguni si subahon mein tu

Khaamoshiyon mein sadaon mein tu

Faila hai charon dishaon mein tu

Sun maahi sun maahi


Khwabon ke kinare

Main bhi aaun tu bhi aa re

Jee le zindagi zara si

Thode lamhe guzarein


Na ho duniya ki baatein

Hum dono aur yeh taare

Maine dhoonda hai sara jahan

Tere jaisa koyi kahan re


Khwabon ke kinare

Main bhi aaun tu bhi aa re

Jee le zindagi zara si

Thode lamhe guzarein


Na ho duniya ki baatein

Hum dono aur yeh taare

Maine dhoonda hai sara jahan

Tere jaisa koyi kahan re


Sun maahi


Jeena jise chahta hoon

Haan tu wahin zindagi hai

Kehne ka matlab to yoon hai

Mere paas har khushi hai

Bas tu aaj ek teri kami hai


Khwabon ke kinare

Main bhi aaun tu bhi aa re

Jee le zindagi zara si

Thode lamhe guzarein


Na ho duniya ki baatein

Hum dono aur yeh taare

Maine dhoonda hai sara jahan

Tere jaisa koyi kahan re


Khwabon ke kinare

Main bhi aaun tu bhi aa re

Jee le zindagi zara si

Thode lamhe guzarein


Na ho duniya ki baatein

Hum dono aur yeh taare

Maine dhoonda hai sara jahan

Tere jaisa koyi kahan re


Maine dhoonda hai sara jahan

Tere jaisa koyi kahan re


Sun maahi!

Sun maahi (VIDEO)



Comentarios

Entradas populares de este blog

What's Punjab Lyrics - Gurtaj

Nira Ishq Lyrics – GURI

Apsraa Lyrics - Jaani & Asees Kaur