MERE RASHKE QAMAR LYRICS JUNAID ASGHAR

Mere Rashke Qamar By Junaid Asghar Music By Junaid Asghar Lyrics By Fana Buland Shehri

LYRICS

Mere rashke qamar tune pehali nazar Jab nazar se milayi maza aa gaya Mere rashke qamar tune pehali nazar Jab nazar se milayi maza aa gaya Mere rashke qamar tune pehali nazar Jab nazar se milayi maza aa gaya Jab nazar se milayi maza aa gaya Bark si geer gayi kaam hi kar gayi Aag aisi lagayi maza aa gaya Jaam mein ghol kar husan ki mastiyaan Chandani muskurayi maza aa gaya Ho be hizjabaana woh saamne aa gaye Aur jawaani jawaani se takra gayi Aur jawaani jawaani se takra gayi Aankh unki ladi yu meri aankh se Aankh unki ladi yu meri aankh se Dekh kar yeh ladai maza aa gaya Mere rashke qamar tune pehali nazar Jab nazar se milayi maza aa gaya Aankh mein thi hayaa har mulaqaat par Surkh aareez huye vassal ki baat par Surkh aareez huye vassal ki baat par Usne sharma ke mere sawalaat pe Usne sharma ke mere sawalaat pe Aise gardan jhukaayi maza aa gaya Mere rashke qamar tune pehali nazar Jab nazar se milayi maza aa gaya Mere rashke qamar tune pehali nazar Jab nazar se milayi maza aa gaya Jab nazar se milayi maza aa gaya Bark si geer gayi kaam hi kar gayi Aag aisi lagayi maza aa gaya Jaam mein ghol kar husan ki mastiyaan Chandani muskurayi maza aa gaya

VIDEO


Comentarios

Entradas populares de este blog

What's Punjab Lyrics - Gurtaj

Nira Ishq Lyrics – GURI

Apsraa Lyrics - Jaani & Asees Kaur