Tujhko Jo Paaya LYRICS - Mohit Chauhan
Song Name - Tujhko Jo Paaya
Album - Crook
Singer - Mohit Chauhan
Lyrics - Kumaar
Music Composer - Pritam Chakraborty
Studio - Vishesh Films
Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.
LYRICS
[Verse 1]
Mere bina main rehne laga hoon
Teri hawa mein behne laga hoon
Jaane main kaise, tera hua hoon
Mujhe toh lagta hai main shayad tere dil ki dua hoon haan
[Chorus]
Tujhko jo paaya, toh jeena aaya
Ab yeh lamha thehar jaaye, tham jaaye, bas jaaye
Hum dono ke darmiyaan, haan
Tujhko jo paaya, toh jeena aaya
Ab yeh lamha thehar jaaye, tham jaaye, bas jaaye
Hum dono ke darmiyaan, haan
[Verse 2]
Pehle se zyada main jee raha hoon
Jabse main tere dil se juda hoon
Raahon pe teri main toh chala hoon
Tu meri manzil hai, tere kadmon pe bas rukne laga hoon, ho
[Chorus]
Tujhko jo paaya, toh jeena aaya
Ab yeh lamha thehar jaayе, tham jaaye, bas jaaye

Ab yеh lamha thehar jaaye, tham jaaye, bas jaaye
Hum dono ke darmiyaan, haan
Ab yеh lamha thehar jaaye, tham jaaye, bas jaaye
Hum dono ke darmiyaan, haan
VIDEO
Comentarios
Publicar un comentario