KILL DIL LYRICS - Sonu Nigam, Shankar Mahadevan

KILL DIL
Singer: Sonu Nigam, Shankar Mahadevan
Album: Kill Dil
Lyricist: Gulzar
Music: Shankar-Ehsaan-Loy
Language: Hindi
Music Label: YRF Music


Lyrics

Tar-coal ki ek sadak par do saaye hain

Andhere ki najaayaz aulaad hain shayad

Ghoont ghoont khoon peekar dono pale hain shayad

Paaon tale zameen hai naa sar pe aasmaan hai

Zindagi kuchal gayi ye unki daastaan hai

Waanw waanw.. waanw-waanw waanw

Waanw waanw.. waanw-waanw waanw

waanw-waanw waaw-waaw-waaw.. x3

waanw waanw waanw...

Taara... dekh taara..

Aasmaan pe latka hai bechaara

Yeh zameen.. gardish mein thi

Ghoom, ghoom, ghoom ke maara yaara

Hum bhi kahin.. latke nahin..

Roko zameen...

Do hi din ka hai tamaasha

Pasha.. oo.. mere pasha.. oo..

Yaar pasha...

Jee bhar ke, jee mar le

Aaj hai, aaj hai, aaj hai, aaj hai

Kal kuch nahin

K k k kill kill, da da da dil dil

K k k kill kill, da da da kill dil (x3)

wow wow...

Mehangi hai ye zindagi

Koi chhota sauda nahi

Oonchi khajuri hai ye

Gamle ka paudha nahi

Ho.. jaan bhi ye teri nahi

Kal tak chali jaayegi

Ghar bhi chala jaayega

Jab ye gali jaayegi

Jam ke jee le do din

Chaahe kam hi jee le

Peena pade toh gham hi peele tu tu tu...

Tu yaara..

Yaaron ki yaari'yaan zinda rahen'gi

Taaron ki jhaadi'yaan mehka karen'gi

Taaron mein taara hai tu tu tu... tu...

K k k kill kill, da da da dil dil

K k k kill kill, da da da kill dil (x3)

VIDEO


Comentarios

Entradas populares de este blog

What's Punjab Lyrics - Gurtaj

Nira Ishq Lyrics – GURI

Apsraa Lyrics - Jaani & Asees Kaur