Hamari Saanson Mein Aaj Tak Lyrics - Mehdi Hassan
Hamari Saanson Mein Aaj Tak
Mehdi Hassan
Hamari Saanson Mein Aaj Tak Lyrics
[Chorus]
Hamari saanson me aaj tak wo
Heena ki khushbu mehak rahi hai
Hamari saason me aaj tak wo
Heena ki khushbu mehak rahi hai
Labon pe nagme machal rahe hain
Labon pe nagme machal rahe hain
Nazar se masti chhalak rahi hai
Hamari saanson me aaj tak wo
Heena ki khushbu mehak rahi hai
[Music]
[Verse:1]
Kabhi jo the pyar ki zamanat
Wo haath hain ghair ki amaanat
Kabhi jo the pyar ki zamanat
Wo haath hain ghair ki amaanat
Jo kasme khaate the chaahton ki
Unhi ki neeyat behak rahi hai
Jo kasme khaate the chaahton ki
Unhi ki neeyat behak rahi hai
Hamari Saason me aaj tak wo
Heena ki khushbu mehak rahi hai
[Music]
[Verse:2]
Kisi se koi gila nahi hai
Naseeb hi mein wafa nhi hai
Kisi se koi gila nahi hai
Naseeb hi mein wafa nhi hai
Jahan kahi tha heena ko khilna
Heena wahi pe mehak rahi hai
Jahan kahi tha heena ko khilna
Heena wahi pe mehak rahi hai
Hamari saanson me aaj tak wo
Heena ki khushbu mehak rahi hai
[Music]
[Verse : 3]
Wo jinke khatir ghazal kahi thi
Wo jinke khaatir likhe the nagme
Wo jinke khaatir ghazal kahi thi
Wo jinke khaatir likhe the nagme
Unhi ke aage sawal banke
Ghazal ki jhaanjar chhalak rahi hai
Unhi ke aage sawal banke
Ghazal ki jhaanjar chhalak rahi hai
Hamari saason me aaj tak wo
Heena ki khushbu mehak rahi hai
Comentarios
Publicar un comentario