Alif Se Lyrics - Ankit Tiwari & Neeti Mohan

Song Name - Alif Se

Movie - Mr. X

Singer - Ankit Tiwari & Neeti Mohan

Composer - Ankit Tiwari

Lyricists - Abhendra Kumar Upadhyay

Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.

Lyrics

Inn dino meri ab 

saanson mein ho raha 

Kharch tu  

Kar yakeen Mere ab jeene ki 


Ban gaya shart tu  

Alif se aipar tu 

yaha har sheh par tu 

Khuda pe naksh hai tera 

ishq ka paikar tu  


Alif se aipar tu 

yaha har sheh par tu 

Khuda pe naksh hai tera 

ishq ka paikar tu   


Dekh le mere alfaazon se tu 

Boond boond girta rehta hai  

Sunn zara meri awaazon ke tu 

Saath saath behta rehta hai  

Tu khudko dekh na paaye 

Jahaan main woh jagah hoon  

Main teri dhadkano ki 

Gintiyon ki bhi wajah hoon  


Main teri dhoop mein 

Roshan hua qatra hoon koi  

Na jiske peeche koi 

Raat ho main woh subah hoon 

Tu woh subah hai  


Alif se aipar tu 

yaha har sheh par tu 

Khuda pe naksh hai tera 

ishq ka paikar tu  


Alif se aipar tu 

yaha har sheh par tu 

Khuda pe naksh hai tera 

ishq ka paikar tu   


Dekh le meri inn aankhon mein tu 

khwaab se milta julta hai  

Sach hai yeh 

Har jagah neendon pe tu 

roz roz ugta rehta hai  


Main khud se hi juda 

Khud se ya khud main dhuaan hoon  

Ki main hi ab nahi mujh mein 

bata ki main kaha hoon  


Main tere khwabon ke behte kinaro 

pe khada hoon  

Tu mud ke dekh le mujko 

main tera hi nishaan hoon 

Tu hi nishaan hai 

Ooooo  


Alif se aipar tu 

yaha har sheh par tu 

Khuda pe naksh hai tera 

ishq ka paikar tu  


Alif se aipar tu 

yaha har sheh par tu 

Khuda pe naksh hai tera 

ishq ka paikar tu

Alif Se video - Ankit Tiwari & Neeti Mohan



Comentarios

Entradas populares de este blog

What's Punjab Lyrics - Gurtaj

Nira Ishq Lyrics – GURI

Apsraa Lyrics - Jaani & Asees Kaur