Saanson Ko Lyrics - Arijit Singh
Song Name - Saanson Ko
Movie - Zid
Singer - Arijit Singh
Lyrics - Shakeel Azmi
Music Composer - Sharib - Toshi
Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.
Lyrics
Saanson ko jeene ka ishaara mil gaya
Dooba main tujhme toh kinara mil gaya
Saanson ko jeene ka ishara mil gaya
Zindagi ka pata dobara mil gaya
Tu mila toh khuda ka sahara mil gaya
Tu mila toh khuda ka sahara mil gaya
Ghamzada Ghamzada Dil ye tha ghamzada
Bin tere bin tere Dil ye tha ghamzada
Aaraam de tu mujhe
Barson ka hoon main thaka
Palkon pe raatein liye
Tere vaaste main jagaa main jagaa
Aaraam de tu mujhe
Barson ka hoon main thaka
Palkon pe raatein liye
Tere vaaste main jagaa
Mere har dard ki gehrai ko
mehsoos karta hai tu
Teri aankhon se gham tera
mujhe maaloom hone laga
Tu mila toh khuda ka sahara mil gaya
Tu mila toh khuda ka sahara mil gaya
Main raaz tujhse kahoon
Humraaz bann ja zara
Karni hai kuch guftgu
Alfaaz bann ja zara
Main raaz tujhse kahoon
Humraaz bann ja zara
Karni hai kuch guftgu
Alfaaz bann ja zara
Juda jab se hua tere bina
Khamosh rehta hu mein
Labon ke pass aa ab tu meri
Aawaz bann ja zara
Tu mila toh khuda ka sahara mil gaya
Tu mila toh khuda ka sahara mil gaya
Ghamzada Ghamzada Dil ye tha ghamzada
Bin tere bin tere Dil ye tha ghamzada
Comentarios
Publicar un comentario