Woh Ladki Bahot Yaad Aati Hai (Duet) Lyrics - Kumar Sanu & Alka Yagnik

Song: Woh Ladki Bahot Yaad Aati Hai (Duet)

Singer : Kumar Sanu & Alka Yagnik

Music : Nadeem - Shravan

Lyrics : Sameer

Music Label - Ishtar Music



Lyrics:



Kabhi mujhko hasaye

Kabhi mujhko rulaye

Mujhe kitna satati hai

Kabhi mujhko hasaye

Kabhi mujhko rulaye

Mujhe kitna satati hai

Woh ladki bahut yaad aati hai

Woh ladki bahut yaad aati hai

Woh ladki bahut yaad aati hai

Woh ladki bahut yaad aati hai



Mere sapno mein aaye

Mere dil ko churaye

Mujhe kitna satata hai

Woh ladka bahut yaad aata hai

Woh ladka bahut yaad aata hai

Woh ladka bahut yaad aata hai

Woh ladka bahut yaad aata hai



Dekha use jab pehli baar

Ban gaya deewana na main

Karke anjaana ikraar

Legayi dil ka chain karaar

Dekha use jab pehli baar

Ban gaya deewana na main

Karke anjaana ikraar

Legayi dil ka chain karaar

Thodi si ghabrayi thi

Thodi si sharmayi thi

Kitna pyaara mukhda hai

Woh to chand ka tukda hai

Jane kahan chhup jati hai

Woh ladki bahut yaad aati hai

Woh ladki bahut yaad aati hai

Woh ladki bahut yaad aati hai

Woh ladki bahut yaad aati hai





Main to uspe marti hun

Duniya se nahin darti hun

Naam se uske savarti hun

Pal pal aahein bharti hun

Main to uspe marti hun

Duniya se nahin darti hun

Naam se uske savarti hun

Pal pal aahein bharti hun

Maana ke majboori hai

Chaahat abhi adhoori hai

Bas kuch din ki doori hai

Milna bahut zarori hai

Kya kya dard jagata hai

Woh ladka bahut yaad aata hai

Woh ladka bahut yaad aata hai

Woh ladka bahut yaad aata hai

Woh ladka bahut yaad aata hai

Kabhi mujhko hasaye

Kabhi mujhko rulaye

Mujhe kitna satati hai

Mere sapno mein aaye

Mere dil ko churaye

Mujhe kitna satata hai

Woh ladka bahut yaad aata hai

Woh ladka bahut yaad aata hai

Woh ladki bahut yaad aati hai

Woh ladki bahut yaad aati hai.


Woh Ladki Bahot Yaad Aati Hai (Duet) VIDEO - Kumar Sanu & Alka Yagnik




Comentarios

Entradas populares de este blog

What's Punjab Lyrics - Gurtaj

Nira Ishq Lyrics – GURI

Apsraa Lyrics - Jaani & Asees Kaur