Abhi To Mohabbat Ka Lyrics - Alka Yagnik & Udit Narayan

Song : Abhi To Mohabbat Ka

Singers : Alka Yagnik & Udit Narayan.

Music : Nadeem - Shravan

Lyrics : Sameer

Movie : Hum Ho Gaye Aap Ke

LABEL: Ishtar Music





Lyrics:



-MALE--

Hey hey, hmm hmm, aah ha, mm hmm

Eh hey, la la, hmm hmm, eh hey

Aah ha, hmm hmm, hey hey, hmm hmm

Hmm, hey

Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai - 2

Abhi to mohabbat ka anjaam hoga

Bada dil nasheen tera andaaz hai - 2

Bada khoobsurat tera naam hoga

Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai





Yeh aankhen, yeh palkein, yeh bindiya, yeh kaajal

Yeh choodi, yeh kangna, yeh jhumke, yeh paayal



--FEMALE--

Aah aah, aah aah



--MALE--

Badi hi sureeli yeh aawaaz hai - 2

Isse sunke dil ko bhi aaraam hoga

Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai

Abhi to mohabbat ka anjaam hoga

Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai





Yeh masti adaa ki, yeh zulfon ki khushboo

Yeh honton ki laali, yeh baaton ka jaadu



--FEMALE--

Aah aah, aah aah



--MALE--

Deewane sabhi tere mohtaaj hai - 2

Koi na koi tera gulfaam hoga

Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai

Abhi to mohabbat ka anjaam hoga

Bada dil nasheen tera andaaz hai

Bada khoobsurat tera naam hoga

Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai



--FEMALE--

Aah aah, aah aah

Abhi To Mohabbat Ka VIDEO - Alka Yagnik & Udit Narayan


Comentarios

Entradas populares de este blog

What's Punjab Lyrics - Gurtaj

Nira Ishq Lyrics – GURI

Apsraa Lyrics - Jaani & Asees Kaur