Kar Har Maidaan Fateh Lyrics - Sukhwinder Singh & Shreya Ghoshal

Song: Kar Har Maidaan Fateh

Singers: Sukhwinder Singh & Shreya Ghoshal

Music: Vikram Montrose

Lyrics: Shekhar Astitwa

Music Label: T-Series





Lyrics:



[Intro: Sukhwinder Singh]

Pighla de janjeerein, bana uski shamsheerein

Kar har maidaan fateh, oh bandeya, kar har maidaan fateh



[Instrumental-break]



[Verse 1: Sukhwinder Singh]

Ghaayal parinda hai tu, dikhla de zinda hai tu

Baaki hai tujhme honsla

Tere junoon ke aage ambar panaahein maange

Kar daale tu jo faisla



[Pre-Chorus: Shreya Ghoshal]

Roothi takdeerein toh kya?

Tooti shamsheerein toh kya?

Tooti shamsheeron se hi, ho-ho



[Chorus: Shreya Ghoshal & Sukhwinder Singh]

Kar har maidaan fateh, kar har maidaan fateh

Kar har maidaan fateh, re bandeya, har maidaan fateh

Kar har maidaan fateh, kar har maidaan fateh

Kar har maidaan fateh, re bandeya, har maidaan fateh



[Instrumental-break]



[Verse 2: Shreya Ghoshal & Sukhwinder Singh]

In gardishon ke baadalon pe chadh ke

Waqt ka girebaa pakad ke

Poochna hai jeet ka pata, jeet ka pata

In mutthiyon mein chaand-taare bhar ke

Aasmaa ke had se guzar ke

Ho ja tu bheed se judaa

Bheed se judaa, bheed se judaa



[Pre-Chorus: Sukhwinder Singh]

Kehne ko jurra hai tu

Lohe ka chharra hai tu

Tooti shamsheeron se hi, ho-ho



[Chorus]

Kar har maidaan fateh, kar har maidaan fateh

Kar har maidaan fateh

Kar har maidaan fateh re bandeya, har maidaan fateh



[Chorus: Shreya Ghoshal & Sukhwinder Singh]

Kar har maidaan fateh, kar har maidaan fateh

Kar har maidaan fateh, oh bandeya, har maidaan fateh

Kar har maidaan fateh, kar har maidaan fateh

Kar har maidaan fateh re bandeya, har maidaan fateh



[Instrumental-break]



[Verse 3: Sukhwinder Singh]

Teri koshishein hi kamyaab hongi

Jab teri ye zidd aag hongi

Phoonk degi naa-ummadiyan, naa-ummadiyan

Tere peeche-peeche ye raste chal ke

Paanv ke nishaanon mein dhal ke

Dhoondh lenge apna aashiyaan

Apna aashiyaan, apna aashiyaan



[Pre-Chorus: Sukhwinder Singh]

Lamhon se aankh mila ke

Rakh de jee-jaan lada ke

Tooti shamsheeron se hi, ho-ho



[Bridge: Sukhwinder Singh]

Kar har maidaan, har maidaan

Har maidaan, har maidaan



[Chorus: Sukhwinder Singh]

Kar har maidaan fateh, kar har maidaan fateh

Kar har maidaan fateh, oh bandeya, har maidaan fateh

Kar har maidaan fateh, kar har maidaan fateh

Kar har maidaan fateh, oh bandeya, har maidaan fateh



[Outro: Sukhwinder Singh]

Kar har maidaan fateh, kar har maidaan fateh

Kar har maidaan fateh, re bandeya, har maidaan fateh

Kar har maidaan fateh, re bandeya, har maidaan fateh

Kar Har Maidaan Fateh VIDEO - Sukhwinder Singh & Shreya Ghoshal


Comentarios

Entradas populares de este blog

What's Punjab Lyrics - Gurtaj

Nira Ishq Lyrics – GURI

Apsraa Lyrics - Jaani & Asees Kaur