Pyaar Ki Yeh Kahani Lyrics - Sunidhi Chauhan, Gayatri Iyer

Song - Pyaar Ki Yeh Kahani

Film - Honeymoon Travels Pvt. Ltd.

Singer - Sunidhi Chauhan, Gayatri Iyer

Lyricist - Javed Akhtar

Music Director - Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani

Music Label: T-Series





Lyrics:



Pyar ki yeh kahani suno

Ek ladka tha ek ladki thi

Hoti kya hai jawani suno

Ek ladka tha ek ladki thi

Woh bhi ek daur tha wakt

Hi aur tha jab woh the ajnabi

Dono tanaha se the par

Woh kehte kise bat jo dil me thi





Pyar ki yeh kahani suno

Ek ladka tha ek ladki thi

Hoti kya hai jawani suno

Ek ladka tha ek ladki thi

Woh bhi ek daur tha wakt hi

Aur tha jab woh the ajnabi

Dono tanaha se the par woh

Kehte kise bat jo dil me thi

Pyar ki yeh kahani suno

Ek ladka tha ek ladki thi

Hoti kya hai jawani suno

Ek ladka tha ek ladki thi





Gumsum gumsum rehte the

Dono phir bhi dil me kehte the dono

Koyi sapna ham bhi toh paye

Ek din tute ghum ke woh ghere

Jhilmil jhilmil aaye savere

Mausam badala jagi fijaye

Woh mil gaye woh khil

Gaye aur pyar ho hi gaya

Jo manga tha woh paya

Toh hosh kho hi gaya

Pyar ki yeh kahani suno

Ek ladka tha ek ladki thi

Hoti kya hai jawani suno

Ek ladka tha ek ladki thi





Haule haule abb woh diwaane

Gun gun gaye dil ke tarane

Sun sun jhumein sari hawaye

Dhadkan dhadkan hai behaki behaki

Mann mann mann mann chahat

Hai mehaki sapne apne jadu jagaye

Phir dekhoge toh janoge

Kya hai nasha pyar kaa

Yahi sochoge yahi chahoge

Sun rahi yeh sada

Pyar ki yeh kahani suno

Ek ladka tha ek ladki thi

Hoti kya hai jawani suno

Ek ladka tha ek ladki thi

Woh bhi ek daur tha wakt hi aur tha

Jab woh the ajnabi dono tanaha se the

Par woh kehte kise bat jo dil me thi.

Pyaar Ki Yeh Kahani VIDEO - Sunidhi Chauhan, Gayatri Iyer


Comentarios

Entradas populares de este blog

What's Punjab Lyrics - Gurtaj

Nira Ishq Lyrics – GURI

Apsraa Lyrics - Jaani & Asees Kaur