Zindagi Bata De Lyrics - Tony Kakkar

Song: Zindagi Bata De

Lyrics, Music, Singer, Mixed by Tony Kakkar



Lyrics:



Zindagi Bata de kyon tu khafa hai

sansein hi toh le raha hoon 

ye bhi kya gunaah hai 



Zindagi Bata de kyon tu khafa hai

sansein hi toh le raha hoon 

ye bhi kya gunaah hai 



Mere apne nahi hai nahi hain kyon 

Mere sapne nahi hai , Nahi hai kyon 

Mujhe khud se ummeedein hain 



Na jaane kyon 

Logon se umeedein nahi hain kyon 

Meri barbaadi, chahat saaro ki thi 

Ek fehrist lambi rishtedaron ki thi 

Mujhe ik shaks apna nahi kyon dikha 

Kal Mehfil mein bheed hazaron ki thi 



Zindagi Bata de kyon tu khafa hai

sansein hi toh le raha hoon 

ye bhi kya gunaah hai 



Zindagi Bata de kyon tu khafa hai

sansein hi toh le raha hoon 

ye bhi kya gunaah hai 



Maine jaana ye duniya sirf matlab se chalti hai 

ho gayi mohabbat ye meri hi galti hai 

Apno ko khone dar nahi kisi ko 

Duniya hai babu paise se darti hai 

Dikhta hai nukhsaan dikhta nafa hai 

Paiso se bikti hai , bikti wafa hai 

Har cheez ka mol hota yahan pe 

Laakhon rupaye ki 

Ek ek adaa hai 



Zindagi Bata de kyon tu khafa hai

sansein hi toh le raha hoon 

ye bhi kya gunaah hai 



Zindagi Bata de kyon tu khafa hai

sansein hi toh le raha hoon 

ye bhi kya gunaah hai 



mere yaar mar jaana hai jaana hai

zindagi haqeeqat hai ya fasana hai 



jana hai jaana hai jaana hai 

zindagi haqeeqat ya fasana hai 



Zindagi Bata de kyon tu khafa hai

sansein hi toh le raha hoon 

ye bhi kya gunaah hai


Zindagi Bata De video - Tony Kakkar


Comentarios

Entradas populares de este blog

What's Punjab Lyrics - Gurtaj

Nira Ishq Lyrics – GURI

Apsraa Lyrics - Jaani & Asees Kaur