Aayega Maza Ab Barsaat Ka Lyrics - Alka Yagnik, Babul Supriyo

Movie: Andaaz (2003)

Song: Aayega Maza Ab Barsaat Ka 

Singer: Alka Yagnik, Babul Supriyo

Music Director: Nadeem Shravan

Lyricist: Sameer

Production House - Shree Krishna International



Lyrics: 



Aayega Maza Ab Barsaat Ka

Teri Meri Dilkash Mulakaat Ka

Aayega maza ab barsaat ka

teri meri dilkash mulakat ka

Maine To Sambhale Rakha Tha

maine to sambhale rakha tha

Tune Dekha To Kata Choot Gaya

Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se

yun ankhiyaan milake ankhiyon se

Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya

a,a,a,a,a,a,a,aaaaaaaa 2x



♫♫♫☺♫♫♫



Ek Bheegi Haseena Kya Kehna

Yauwan Ka Nageena Kya Kehna

Saawan Ka Manhina Kya Kehna

Baarish Mein Paseena Kya Kehna



Mere Hoto Pe Ye Angoor Ka Jo Paani Hai

Mere Mehboob Tere Pyaas Ki Kahani Hai

Jab Gataon Se Boond Zor Se Barasti Hai

Tujhse Milne Ko Teri Janeman Tarasti Hai



Andaaz Jo Dekha Zaalim Ka

andaaz jo dekha zaalim ka

Sab Ka Bandh Mere Toot Gaya

Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se

yun ankhiyan milake ankhiyon se

Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya

a,a,a,a,a,a,a,aaaaaa....,,,2x

♫♫♫☺♫♫♫



Nazron Mein Chupale Der Na Kar

Yeh Doori Mitale Der Na Kar

Ab Dil Mein Basale Der Na Kar

Seene Se Lagale Der Na Kar

Badi Bechain Hoon Meri

Jaan Main Kal Parso Se

Haan Mujhe Intezaar Is Din Ka Barson Se

Ab Jo Rokega To Mein

Had Se Guzar Jaaoongi

Hai Tadpayega Dildar To Mar Jaaoongi



Rehjaayenge Pyaase Hum Dono

reh jaayenge pyaase hum dono

Yeh Mausam Jo Hum Se Ruth Gaya

Maine To Sambhale Rakha Tha…

maine to sambhale rakha tha..

Tune Dekha To Pataa Choot Gaya

Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se

yun ankhiyaan milake ankhiyon se

Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya



a,a,a,a,a,a,a,aaaaaaaa,,,,,3x



yun ankhiyaan milake ankhiyon se

pardesi,,,mujhe tu loot gaya

Aayega Maza Ab Barsaat Ka VIDEO - Alka Yagnik, Babul Supriyo


Comentarios

Entradas populares de este blog

What's Punjab Lyrics - Gurtaj

Nira Ishq Lyrics – GURI

Apsraa Lyrics - Jaani & Asees Kaur